ICO ( Initial Coin Offering ) Kya he or Kaise Kam Karta he
ICO ( Initial Coin Offering ) Kya he or Kaise Kam Karta he
ICO (Initial Coin Offering) ke Bare me suna hi hoga agar nhi suna he to es post ko last tak jrur dekhe kyuki aaj ke time me har koi ICO ke bare me janna chahte he dosto esa ki hm jante he ki Cryptocurrency ek alt coin Market he jaise Bitcoin, Ethereum, Litecoin or bhi bot sare coin he 1000+ coin he or Bitcoin ke bare me aap sab log jante he or aap sab log dekh bhi rhe he ki Bitcoin kitni teji se ja rha he jis vajah se logo ki bitcoin me ruchi dikhai deti he
aaj kal har logo ko Cryptocurrency se judi website ek nai chij dikhne ko mili he vo he jiska name ICO (Initial Coin Offering) aaj kal har koi eske bare me bare kar rhe he or koi new ico lounch krte he tb usko parmot bhi karte he lekin kafi logo ko pta nhi he ico kiyaa he eske kiya fayda he to ess post ko last tak jrur read kre
ICO ko ek nai Cryptocurrency jari Karne ke rup me upyog kiya jata he jab koi CryptoCurrency Startup Company ICO ke jariye funds karna chahti he to funds karne se pahle vah Company ek Plan bnati he or Company ek Whitepaper par Project tyar karti he jisme sari judi jankari likhte he jisme btaya jata he ki project me kitne pese lgenge or Company ko kitne pese chahiye or Company ko funds raise karne me karne me kitna samay lgega or ye ICO compaign kab tk chalega es type ki jankari whitepaper par likhi hue hoti he Whitepaper ICO bot hi jruri kam ki chij hoti he
ICO ko kam price me Cryptocurrency ko kharidne me esa bot rakhte he kyuki shru aat me ico kam price me mil jate he fir jese hi company grow karti he to uski price or market ki value bhi badtti he or usko kam price me kharid kar jyada high price me bechne ki sochte he isliye log ico me bot ruchi rakhte he or es time cryptocurrency ka hi market chalta he to hmko bhi market ke hisab se chlte he to bot jyada benifit milta he or ese hi vo koi bhi exchange par aata he to hmko bot bebifit hota he
ICO kiya he ye ab aapko samaj me aa gya hoga aap koi bhi ico me pese invest karte he or vo ico nhi chl pa rha he to unko pese vapis lotane padte he to aap dost koi bhi ico me part le rhe he to dhyan rakhe ki aap kitna invest kar rhe he or us ico ki puri khoj karne ke bad hi aap join kre kyuki ico ke name par scam ki farji company se dur rhe.
Friends aapko ye post pasand aaya hoga, yadi hmari ye post pasand aayi ho to like, share or commant jarur kre, agar aapko es ke releted koi confusion ho to niche comment box me likhe taki me aapka reply de kar confusion dur kar sku.
THANKS!
Friends aapko ye post pasand aaya hoga, yadi hmari ye post pasand aayi ho to like, share or commant jarur kre, agar aapko es ke releted koi confusion ho to niche comment box me likhe taki me aapka reply de kar confusion dur kar sku.
THANKS!
No comments